Header Ads Widget

Responsive Advertisement

How To Earn From Blogging

Hello Dosto.. Jo Log Sochte He Ki Kya Blogging Se Paise Kama Sakte Hai Ya Blogging Se Kitna Paisa Kama Sakte Hai To Aaj Me Apko Btana Chahuga Ki Blogging Se Kitna Paisa Kama Sakte Hai, Kuch Logo Ka To Ye Sawal Hota Hai Ki Kya Blogging Start Karke Hum Job Se Zyada Paisa Kama Sakte Hai Ya Blogging Se Kitne Dino Me Paisa Kama Sakte Hai. Aaj Apke Sare Sawalo Ke Jawab Dene Wala Hu.

BLOGGING SE KITNA KAMA SAKTE HAI

Jaisa Ki Mene Apko Bataya Ki Kuch Logo Ka Sawal Hota Ki Blogging Se Kitna Paisa Kama Sakte Hai, Sabse Pahle To Apko Batana Chahuga Ki Online Paise Kamane Ke Liye Self Confidence Hona Chaiye Or Jesa Ji Apko Pata Hoga Ki Hume Koi Bhi Work Karke Turant Paisa Nahi Milta Theek Usi Tarah Blogging Me Hume Thoda To Time Dena Hota Hai, Jab Apne Blog Par 20 Se 25 Artical Likh Dete He Or Trafic Aana Start Ho Jaye Fir Apne Blog Ko Google Adsense Ke Liye Submit Karke Approval Kara Le Or Jese Apke Blog Par Trafic Rahega Apko Google Adsense Ki Taraf Se Add Milte Rahege Inhi Add Ke Chalte Apko Paise Milte Hai, To Mera Jabab Rahega Ki Aap Jitni Mahnat Karte Rahoge Aap Utne Hi Zyada Paise Kamate Rahoge.

BLOGGING ME JOB SE ZYADA KAMA SAKTE HAI

Kya Blogging Me Job Se Zyada Paisa Kama Sakte Hai Ji Bilkul Sahi Socha Apne Blogging Me Hum Job Se Zyada Paisa Kama Sakte He Uske Liye Hume Mahnat To Karni Hogi, Har Din Apko Koshish Karni Chahiye Ki Zyada Se Zyada Artical Likhe Or Picture Add Kar Ke Apne Artical Ko Unik Banaye Or Description Box Me Apne Artical Se Related Hi Keyword Type Kare Ishse Apke Blog Par Trafic Aayega Or Aap Job Se Bhi Zyada Paisa Aasani Se Kama Sakte Hai. Apko Acha Paisa Kamana He To Apki Koshish Honi Chahiye Ki Apne Blogger Account Me Zyada Se Zyada Trafic La Sake, 

BLOGGING SE KITNE DIN ME PAISE AATE HAI

Kuch Logo Ko Ye Nahi Pata Hota Hai Ki Blogging Se Kitne Dino Me Paise Aate Hai, Lekin Me Apko Batana Chahuga Ki Paise Aane Ka Proccess Humare Kaam Par Nirbhar Karta Hai, Jesa Ki Mene Apko Btaya Tha Ki Apna Blogger Account Ko Google Adsense Se Approval Karana Hota Hai Apka Account Approval Hote Hi, Apke Add Aane Start Ho Jate Hai, Inhi Add Se Apke Google Adsense Account Me Paise Aate Hai,  Jitna Zyada Artcal Hum Post Karte Rahege Utna Jaldi Paise Aate Rahege Apke Blog Par Sabse Zaruri He Trafic Aana Jitna Zyada Trafic Rahega Utna Hi Jaldi Apko Paise Aate Rahege Isliye Blogger Par Kaam Karte Rahna Chahiye Ek Baar Post Dal Dene Se Kuch Nahi Hota Hai Hume Post Par Day Karte Rahna Chaiye.

To Dosto Asha Karta Hu Aaj Ki Post Apko Achi Lagi Hogi Apko Apke Sawalo Ke Jabab Mil Gaye Hoge Ager Apka Or Koi Jawab Ho To Mujhe Comment Zarur Kare.

 

 


PM Vidyalakshmi Yojna : अब सरकार देगी पढ़ाई के लिए पैसा ! कैसे उठा सकते हैं लाभ जानिए हिंदी में ?